Friday, 12 August 2016

Google Se Paise Kaise Kamaye 3 Badhiya Tarike Hindi Me Jane

Ham Sabhi Jante Hain Ki google world ka sabse popular No.1  search engine hai Jo Ki 1 Secound Me Lakho Results Show Kar Deta H And aap bhi kishi keywords Ya Cheez ko search karne ke liye iska hi use karte honge . But Iske Bhut Saare Costumers Aor Product Bhi Hain Jo Ki Google se Paise Kamane Ka Ek Accha Source Hain. Kabhi Aapne Bhi Socha Hoga Ki Kya Ham isse Paise kaise Kamaye .


Waise google se paise kamane ka Tarika N Toh Jayada Simple Aor N Hi Jayada Musil . Because Life Me Koi Work Jayada Musil Nahi Hota BS Usko Karne Ka Sahi Tarika Pata Hona Chahiye . Issi Traha Aap Iske Partner Banke Promotion Karke Kuch Money Earn Sakte Ho . Jiske Liye Mai Aapko  3 Tarike Bhi Bataunga Jo Ki Popular bhi Hain .

Kuch search engine Aor Kuch Most Of All social media sites ( Facebook , Twitter , Whatsapp , Google plus ) Inse ham Direct paisa nahi kama sakte Kyu ki yeh wo jagha H jaha par ham apne business ka promotion kar sakte hain . jis traha yeh search engine aor social media sites hamari ( public ) ki Madad se paisa kamati H ussi traha ham inki madad se paise kama sakte hai.

Google Se Paise Kaise Kamaye [3 Tarike]

Google ke paas bhut saare products hain aor Un product ka promotion karne ke badle Me hame paise milte H . kuch products ex :- Blogger , Adwords , google domian hosting , Referral link program , adsense , . Inka bS hame promotion karna hoga Aor fir ham isse paisa kama Sakte Hai .
Aage Bataye Gaye 3 Tarike Affiliate Marketing ki Category Me Aate Hain Jo Ki Iske Liye Aapko Mehnat Ki Jarurat Hogi . Jiske Liye Aapke Paas Bhut Badha Friends Network Bhi Hona Chahiye Kyu Ki Bina Customers Ke Kabhi Bhi Koi Shop Safalta Nahi Pa Sakti .

1. Google Referral Program Apps For Work

Ye Ek esa apps System H  jisme  bhut saare products ex :- hosting , gmail , domian , adword , online sarveys , professional email , online storage , shared calendars , video meetings ETC . Agar koi inko use karega toh Inka promotion hoga .
Jab aap Isse Judne Ke Liye Apply Karte Hai Toh Registration Complete Hone Ke Baad Yaha se aapko ek referral link milega jise aap apne friends kishi ko bhi join karwaoge toh aapko ek joinning ka $7.50 (  minimum 450 indian ₹ ) Tak Milta H . Yaha Pe Aap kitne bhi friends join karwa sakte ho . Lekin Iske Kuch Rules Aor Terms Bhi Hongi Jinhe Aapko Follow Karna Hoga .
Example Ke Liye Mai Aage Aapko iske Rules Ke Baare me 4 Point Bata Raha Hu.
1. Aap jis friends ko join karwate H agar wo google apps for work apps ko continue 4 month tak use karega toh hi aapko $7.50 milega .
2. Aap apna paisa seedhe bank me Receive Karenge .
3 . agar aap isme se koi bhi apps use nahi karte H toh aapko koi charge nahi dena hoga aor fir aap refer karke badhiya earning kar sakte hain.
4. Account ki puree activities aap G apps for work me login karke dekh sakte H.

2. Google adsense

Ye dusra tarika Jo Ek ads network hai jo dusri business company ka promotion karta H aor unse paisa leta hain . fir adsense hamko ( jinke paas blog yaa website ho ya Phir Android Application ho ) Inn company ka promotion karne ke Hamko hamari website Apps par ads show karne ke badle me kuch paisa deta H .

Matlab ! Advertiser Apni company ka promotion karne ke liye Adsense ke paas aata H Aor Google adsense Hamare paas aata hai . Is tarike se paise kamane ke liye hamare paas khud ki Blog website Yaa Phir Apps Hona  jaruri H . fir isse ham Kitne Bhi Rupee kama sakte H .

3. Find A Bug In Products


Isse paise kamane ke liye Third Way H . Agar aapko coding ki knowledge hain aor aap iske kishi bhi product me koi kami yaa security problem Nikalte Hain toh aap direct $500 Tak paise kama sakte hain . Iske Liye Aapke Paas Highest Technical Knowledge Hona Jaruri Hoga .

Finally , maine aapko Yaha 3 Tarike Bataye Lekin Agar aap real me paisa kamana chahte H toh point no. 2 Sabse best hain . Ab Aap Hame Comment Karke Bataye Ki Aapko Ye Article Kaise Laga And Agar jankari acchi lage toh facebook par bhi share jarur kare Aor koi sawaal toh comment karke puche .
Internet Ki Aur Jyada Jankari Ke Liye Hamare Blog Ko Follow Kre Yaha Aapko Daily Latest Jankariya Milegi.


No comments:

Post a Comment